Popular Posts

Sunday, June 3, 2012

Shayari.co.in - Dil ki baat Shayari ke saath!

Shayari.co.in - Dil ki baat Shayari ke saath!

Link to Hindi Shayari - Dil Ki Baat, Shayari Ke Saath!

Short Hindi Love Shayari

Posted: 02 Jun 2012 10:32 PM PDT


Short Hindi Love Shayari

Aasman se uncha koi nahi,
Sagar se gahra koi nahi,
Yun to mujhko sabhi Pyare hai,
par aapse Pyara koi nahi…

Mera naam saza kar rakhna….

Posted: 02 Jun 2012 09:45 PM PDT


Hamein yun hi apni saanson me basa kar rakhna,
apne dil k ek kone me basa k rakhna.
Pyaar karo na karo hamse aap tut kar,
bas apne hothon me mera naam yun hi saza kar rakhna….

@niks

Marathi Shayari SMS

Posted: 02 Jun 2012 02:49 AM PDT


ka kunas thauk ase ka zale
vinodi kavyat mala radu aale,
bolta-bolta gupp zalo ani madhech hasu aale,
kalji vatte swatachi aata
karan majha manala prem chukicha vyaktivar zale……..

Chahtein ye kaisi hain….

Posted: 01 Jun 2012 02:48 AM PDT


Chahatein ye kaisi hain mujh me aapke liye,
na rona nasib na hansna nasib.
Kho jaata hun aapko dekh kar is kadar,
k sapne me bhi na sona nasib na jaagna nasib….

@niks

No comments: